sitam hi karna jafa hi karna nigah-e-lutf kabhi na karna
tumhen qasam hai hamare sar ki hamare haq main kami na karna. |
Dard se dosti ho gayi yaaroo
Zindagi bedard ho gayi yaaroo
Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara
Door tak roshni to ho gayi yaaroo.. |
Dosti ek haseen khwaab bhi ha
Pass se dekho to sharab bhi ha
Dukh milne pe ye azab bhi ha
Aur ye pyar ka jawab bhi ha.. |
Kya khabar tum ko dosti kya ha
Ye roshni bhi hai andhera bhi ha
Khwahishon se bhara jazeera bhi ha
Bohat anmol ik heera bhi ha. |
Zindaggee kei raaahon mai tumein jou gham milein gey,
Mayray haunslon sey kumm milain gey....
Jub khod kou tanhaa paao kbee,
Qassam dostee kie bus yaad karnaa aur samaney ham milein gey.... |
Ghum- e- dil sunaaney kou g chahataa hei..
Tumain aazmaaney kou g chahataa hei.
Sunaa hei jb se key bohat door hou tum,
bohat door jaaney kou g chahataa hei..
Unhayn hum say koee sheekaayat nahee hei,
yun hee rooth jaanay kou g chahataa hei
Dua hai k wo Humse 100 bar roothein,
hamara mananay ko jee chahata hai. |
Hm to khty thy kh hm pathr dil ho chuky hain,
Mgr, Azmaish e waqt pr phoool sy bhe hasas nikly...!!! |
Duaoon main teri khoshi mangtay hain
Khaboon main teri hansi mangtay hain
Sochtay hain hum tum say kia mangain
Chalo umer bher ki DOSTI mangtay hain. () |
Iqrar kar gaya kbhi inkar kar gaya,
har bar ek azab se dochar kar gaya.
Rasta badal badal k b dekha magar w0 shaks..
Dil mein utar k sari haden par kar gaya |
Sab kuch hy mere pas par dil ki dawa nahi,
Door wo mujhse hy par main khafa nahi,
Malum hy ab b pyar karta hy mujhse,
Wo thora sa ziddi hy
magar bewafa nahi. |